Meray dard ko jo zuban mile lyrics

Disclaimer: All Logos and Pictures of various Channels, Shows, Artistes, Media Houses, Companies, Brands etc. belong to their respective owners, and are used to merely visually identify the Channels, Shows, Companies, Brands, etc. to the viewer. Incase of any issue please contact the webmaster.


OST: Meray Dard Ko Jo Zuban Miley Title Song OST (Audio, Video, Lyrics)
Director: Adnan Ahmed
Writer: Bushra Ansari
Production: Momal Productions

Cast: Bushra Ansari, Khalid Anum, Sarwat Gillani, Shehryar Munawar, Behroze Sabzwari, Lubna Aslam, Mohib Mirza, Alishba Yousuf and Hamza Ali Abbasi

Channel: Hum Tv

Meray dard ko jo zuban mile lyrics

Meray Dard Ko Jo Zuban Miley Title Song OST


ho jhalleeya banaaya mainu
hooo mahiya tere pyaar ne
jyundi jan maar ditta
tere laad ne

mai vo kah saku
jo kaha nahi
mai vo sun saku
jo suna nahi
yahi meri dua
yehi aarzu
vo mera bane jo mera nahi
meri khamoshi ko bayaan mile
mere dard ko zabaan mile

mai vo kah saku
jo kaha nahi
mai vo sun saku
jo suna nahi
yahi meri dua
yehi aarzu
vo mera bane jo mera nahi
meri khamishi ko bayaan mile
mere dard ko zabaan mile

ae aeee.......

mujhe roshni ki thi justju
Mera din hua kisi raat sa.

mujhe roshni ki thi justju
Mera din hua kisi raat sa.

Meri hasratein mere rubaru
 hai ye inteha meri zaat ka.

Mujhe apna nam o nishan mile.
Mere drd ko jo zuban mile.

mai vo kah saku
jo kaha nahi
mai vo sun saku
jo suna nahi
yahi meri dua
yehi aarzu
vo mera bane jo mera nahi
meri khamoshi ko bayaan mile
mere dard ko zabaan mile.

aa.. aa... saiyaa mereee.....
aaaa saiyaaaaa mereeeeey....

Hai mujhe bikharne ki aarzoo.
Mera qarb hi hai mera sakun.
Hai mujhe bikharne ki aarzoo.
Mera qarb hi hai mera sakun
.

Meri wehshato ka ye dasht hai.
Jahan jagta hai mera junoon.
Mujhe daulat e do jahan mile.
Mere dard ko jo zuban mile.

mai vo kah saku
jo kaha nahi
mai vo sun saku
jo suna nahi
yahi meri dua
yehi aarzu
vo mera bane jo mera nahi
meri khamoshi ko bayaan mile
mere dard ko zabaan mile.

Kyu udasiyan hai malal kyu.
Mera hogya hai ye haal kyu.
Hua reza reza mera wajood.
Meri zindagi hai sawal kyu.
Jo mujhe ye raaz e neha mile.
Mere dard ko jo zuban mile.

mai vo kah saku
jo kaha nahi
mai vo sun saku
jo suna nahi
yahi meri dua
yehi aarzu
vo mera bane jo mera nahi
meri khamoshi ko bayaan mile
mere dard ko zabaan mile.

mere dard ko jo zaban mile

Interesting Fact

Written in 1972.

mirā dard naġhma-e-be-sadā

mirī zaat zarā-e-be-nishāñ

mere dard ko jo zabāñ mile

mujhe apnā nām-o-nishāñ mile

merī zaat jo nishāñ mile

mujhe rāz-e-nazm-e-jahāñ mile

jo mujhe ye rāz-e-nihāñ mile

mirī ḳhāmushī ko bayāñ mile

mujhe kā.enāt sarvarī

mujhe daulat-e-do-jahāñ mile

If Pain Could Speak

My pain, a voiceless song,

my being a nameless mote.

If only my pain could speak,

I'd know who I am.

And if my self could find its essence,

I’d unravel the mystery of this world.

If I could seize this hidden mystery,

my silence would find expression.

Then would I lord it over the universe,

possess all treasures of the two worlds.

mera dard naghma-e-be-sada

meri zat zara-e-be-nishan

mere dard ko jo zaban mile

mujhe apna nam-o-nishan mile

meri zat ka jo nishan mile

mujhe raaz-e-nazm-e-jahan mile

jo mujhe ye raaz-e-nihan mile

meri KHamushi ko bayan mile

mujhe kaenat ki sarwari

mujhe daulat-e-do-jahan mile

If Pain Could Speak

My pain, a voiceless song,

my being a nameless mote.

If only my pain could speak,

I'd know who I am.

And if my self could find its essence,

I’d unravel the mystery of this world.

If I could seize this hidden mystery,

my silence would find expression.

Then would I lord it over the universe,

possess all treasures of the two worlds.

Meray dard ko jo zuban mile lyrics

Videos This video is playing from YouTube

Meray dard ko jo zuban mile lyrics

Nayyara Noor

Meray dard ko jo zuban mile lyrics

Unknown

Source :

  • Book : Nuskha Hai Wafa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 523)
  • Publication : Educational Publishing House (2009)
  • Edition : 2009

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

Don’t remind me again

OKAY

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

Don’t remind me again

OKAY